Diwali 2023, Dipawali Special 2023, Diwali 2022 pr kya kre, Satrangi91

 Hello frends......

Diwali 2023, Dipawali Special 2023, Diwali 2022 pr kya kre, Satrangi91


 Diwali ek esa tyohar hai jo badi dhum-dham se manaya jata hai is tyohar pr ghar - ghar pr saf safai ki jati hai or apne ghar ko naye - naye tarikon se sajaya jata jese ki collerfull toran, doormats, home pants & collerfull rangoli etc.


Aaj hum aapko batane ja rhe hai ki apne fastival ko kese khas bnaye iske liye hu aapko 5 tips dena wale hai.


Aaiye jante he wo 5 tips jo aapke

fastival ke liye jaruri or khas hai


1> HOME WALLPAINTING-> ji han depawali ek esa tyohar h jo khushiyon ke sath sath kaam bhi le kar aata hai. par ye kaam esa hai pehle to mushkil lagta hai or jab pura ho jaye tb lagta hai ki ha ye to bhut jaruri tha is kaam ke pure hone par khushiya milti hai . 



diwali pr jab humare relatives or friend's aate tab lagta hai ki ha ye step to such me bhut achha or jaruri tha humare relatives & frends humare ghar ki pent dekh kar bolte h bhut acha pant kiya hai apne bhut pyara coller hai tab jo happy wali fillings aati hai na wo fillings hi humhe khushi deti hai


2>COLLERFULL TORAN->diwali par toran lagane ki purani parampara hai pehle ke samay men toran bnane k liye aam ke patton ka rivaaj tha jo ki samye ke sath bdal gya or ab toran bane hue hi market se le aate hai hum.



Market men achhe achhe toran mil jate hai jo ki humare ghar ke coller se mach khate huye ya fir jo achha lage wo le aaye or apne pahle darwaje par lagaye isse humare ghar ki sajavat or achhi lagegi.


3>GENDE KE FOOL KI MALAYE-> gende ke fool hi kyo or bhi to fool hai jo pooja-path k liye laye jate hai.pr gende ki fool malayen dekhne me bhut achi lagti hai aur inko sajawat ke liye achhe mane jate hai.





gende ke foolo ki khushbu sabhi foolo se alag hoti h or iski khushbu vatavaran ko shant or manmohak bna deti hai. Gende ke fool me विषाणुरोधी और एंटी-सेप्टीक गुण hote hai.isi liye gende ke fool ka mahatv jada hai to friends apne ghar pr is diwali gende ke fool ki hi malayen lagaye 


4> parde badle-> diwali ki sari teyari me hum kahi ghar ke parde badalna na bhul jaye is baat ka bhi dhyan rahe. 



ho sakta h ki hum parde badal nhi sakte pr hum parde achhi tarah dhokar bhi lga sakte hai taki ghar ka mahol puri tarah saaf-suthra rahe.


5>RANGOLI-> rangoli bhi ek esa art he jo ki humare tyohar me char chand lga dete hai.






humhe apne ghar ke aangna ya galiyon me rangoli se achhi - achhi aakrati bnaye.raat ke samaye pooja ke baad rangoli pe deepak rakhe taki raat me bhi aapki mehnat jagmagati rahe


Happy Deepawali......


Yah bhi dekhe satrangi91.blogspot.com



एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ